सोमवार, 6 दिसंबर 2010

Fresh,Fresher Party.....

jiwan ki paheli fresher party......us pal ko agar mai rok sakta to jaroor rokta.....but time kiska hota hai.......aur rukta hi kaha hai........ mere seniors ...hamare batchi log......mast hoke mast hangama kiye......sab kuch bhul ke ki kya gum hai koun kya hai sab barabar ....... us her ek baat ko bhul ke jo ek ensaan ko bahut hi proudy banati hai.........
her ek pal ke photographs lene ki bharpur kosis ki gaye.....but bahut sare movement bas yadon me hi rah pate hai.....
ek benam sa rishta kuch logo ke bich dosti ke roop me kayam hua....sayad bahut din na sahi per kuch dino tak jaroor chalenge....kuch to bahut dur tak bhi chalenge.....kyuki sabki apani apani life hai sabko apane apane tarike se jina bhi hai ...esliye dosti nibhane ke bare me jyada kuch kaha nahi ja sakta.........kyuki raste me bahut log dur chutt jate hai...aur kuch logo ke raste hi mud jate hai......fir bhi yadon me kuch log rah hi jate hai......................................
ye fresher party .......such me ek fresh fresher party ki tarah.................dinag me hamesha ke liye bas gaye.........................................

aage fir kuch mila to jaroor likhenge........bye mere pyare dosto............take care

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें

पक्ष और विपक्ष की राजनीति में भूल गए आम जनता का दर्द

  आजकल राजनीतिक माहौल से आप सभी परिचित होंगे। संसदीय सत्र की कार्यवाही और बहस देख लें तो आपको हंसी भी आएगी और खींझ भी होगा कि हमने इस लोकतन्...