गुरुवार, 6 जनवरी 2011

Naya saal....

es baar naye saal ki suruaat humlogo ne paper de ke ki.....semester exam ke sath....

achcha laga......
subah subah uthana... aur 7 baje paper .... nahane me bahut maja aaya us maje ko lete huye hi .....sardi bhukhar ka dour bhi suru ho gaya....jo dhire dhire...bhopal ki badati thand ke sath thik bhi hota raha....
achcha laga...

bas ummid hai sabka sall khushiyo bhara ho aur mere bhi din apani manjilo ko pane ki lalak ke sath aage badati rahe....


happy new year...dosto

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें

पक्ष और विपक्ष की राजनीति में भूल गए आम जनता का दर्द

  आजकल राजनीतिक माहौल से आप सभी परिचित होंगे। संसदीय सत्र की कार्यवाही और बहस देख लें तो आपको हंसी भी आएगी और खींझ भी होगा कि हमने इस लोकतन्...